tujhe bulata hoon to mujhe bas ek mukhota nazar aata hai
yahan to har chahre pe mukhota hai, kaun surat dikhata hai
main to dhoond raha tha ek dost is shahar mein lekin
is shahar ka har shaksh mujhe kalakaar nazaar aata hai
bahut umeed lekar aaya tha yahan tujh se milane main
par teri har baat mein mujhe dhokha hi nazar aata hai
yahan har koo peeth pe hansta hai, na_umeed karta hai
is liye bahut mayus hokar is shahar se kapil nikalta hai

No comments:
Post a Comment