kya hai hasrat unki, aye dil dhoond bata
zindagi thak gaya hoon, tu hi dhadak ke bata
karishma hua nahin, mohobat apna haal bata
maine suna nahin, aye dil tu hi sun ke bata
kya arzoo zinda hai, mujhe dil dekh bata
tu kab se hai sulag raha, use bhul ke bata
bekaar zid na kar, ab jaane ka rasta bata
main tujhse maayus hua, guma woh jigar bata
laal hua hai chaak-jigar, koi chaaragar bata
kyon dekhta fir mujhe, koi aur hakim bata
barbaad char pal the, do pal ka ilaaj bata
kuch bacha nahin Kapil, tu bas umeed bata

No comments:
Post a Comment