kyon de koi aaj awaaz mujhko
barbaad hua, na sambhaal mujhko
kya gila karta main tujhse
mere gumaan ne loot liya mujhko
mere paas kuch baacha nahin
ek niwale ne tarsa diya mujhko
khada tha bas khali haat liye
ke hawa ne bhi uda diya mujhko
woh manzil ki dagar thi meri
us dagar se na dhakeel mujhko
chahe kuch dheere hi sahi
main chal raha na toak mujhko
bhagta hoon dur main shahar
ki tune kya diya hai mujhko
kya karta main aur jeene ko
bashindo ne chodd diya mujhko
bhatak raha tha veeranon mein
koi makaan bulata nahin mujhko
main jaao kis aur kya pata
koi rasta batata nahin mujho
main zare-sa pada milta hoon
bhool ja, na kar yaad mujhko
woh umeed kuch aisi rahi meri
ussi ne thokar pe la diya mujhko
barbaad hua, na sambhaal mujhko
kya gila karta main tujhse
mere gumaan ne loot liya mujhko
mere paas kuch baacha nahin
ek niwale ne tarsa diya mujhko
khada tha bas khali haat liye
ke hawa ne bhi uda diya mujhko
woh manzil ki dagar thi meri
us dagar se na dhakeel mujhko
chahe kuch dheere hi sahi
main chal raha na toak mujhko
bhagta hoon dur main shahar
ki tune kya diya hai mujhko
kya karta main aur jeene ko
bashindo ne chodd diya mujhko
bhatak raha tha veeranon mein
koi makaan bulata nahin mujhko
main jaao kis aur kya pata
koi rasta batata nahin mujho
main zare-sa pada milta hoon
bhool ja, na kar yaad mujhko
woh umeed kuch aisi rahi meri
ussi ne thokar pe la diya mujhko
No comments:
Post a Comment